INTERVIEW FOR CSE 2019
All ForumIAS members selected for CSE 2019 Personality Test must submit their details and DAF and register below to receive further instructions and guidance from ForumIAS. Click here to register now
INTERVIEW 2020 CHANNEL
ForumIAS Channel for Interview Preparation is now Active! Please join the channel by clicking here
We are hiring!

What will be the expected cut-off of the GS Paper 1 for the UPSC 2016?

1246789

Comments

  • 100 cross nahi hoga, UPSC maarne wali hai is bar.
    2012 ya 2014 type paper mein 100 cross karna itna easy nahi hai. Aur 2015 ke paper ke baad zyada chance hain 2012 ya 2014 type paper ke.
    Isliye abhi prediction game ka koi sense nahi. Paper ho lene do fir speculate karna.

    bhai it has been 5 years after 2011 so everyone is aware of the type 2014 paper so in that case cutoff will definetely cross 100 marks.
  • Cutoff will not cross 109-115...ATB

    Bhai retrospect mein paper easy lagta hai. 2012 ke questions le lo. Buddha ki Mudra ya Gandhi ka 'Unto this last', abhi ye sare questions ya inke jaise questions ke answers logon ko pata honge aur easy lagenge. 2012 mein ye easy nahi the, kyunki pehli bar aise questions puche gaye the. Is baar bhi UPSC kuch naye questions layegi jinke answers kissi ko bhi nahi pata honge, chahe kitna bhi culture environment padh/ratt lo.

    Depend karta hai paper pe. Apne par utar aye UPSC wale, toh nani ki bhi nani yad aa jayegi 100 cross karne mein. Likh lo, note kallo.

    Paper ke baad toh takreeban 100 profiles ban hongi aur 1-2k comments delete hogi.
    Dozens mein thread khulenge aur saare bandh honge.
    Kuch geo ya economics waali websites ke visitors ki sankhya un 30 din mein itni ho jaayegi jitni pichhle 4-5 saal mein hui hogi..
    Kuchh amreeka waale scientist aur President's secretariat ko MCQ waale e-mail bhi milenge.. :D

    Kya din they yaar wo last year.. :blush:
    Sach mein, last year ultimate tha. nanta shopra gajab gajab log the yahan :D
  • edited July 2016
    100 cross nahi hoga, UPSC maarne wali hai is bar.
    2012 ya 2014 type paper mein 100 cross karna itna easy nahi hai. Aur 2015 ke paper ke baad zyada chance hain 2012 ya 2014 type paper ke.
    Isliye abhi prediction game ka koi sense nahi. Paper ho lene do fir speculate karna.
    bhai it has been 5 years after 2011 so everyone is aware of the type 2014 paper so in that case cutoff will definetely cross 100 marks.
    Bhai retrospect mein paper easy lagta hai. 2012 ke questions le lo. Buddha ki Mudra ya Gandhi ka 'Unto this last', abhi ye sare questions ya inke jaise questions ke answers logon ko pata honge aur easy lagenge. 2012 mein ye easy nahi the, kyunki pehli bar aise questions puche gaye the. Is baar bhi UPSC kuch naye questions layegi jinke answers kissi ko bhi nahi pata honge, chahe kitna bhi culture environment padh/ratt lo.

    Depend karta hai paper pe. Apne par utar aye UPSC wale, toh nani ki bhi nani yad aa jayegi 100 cross karne mein. Likh lo, note kallo.
    upsc nani wani kuch nahi yaad dilayegi wo question upsc nahi set karta wo kuch selected teachers hote hain jo set karte hai paper aur phir usme se question dhoonda jata aur paper balanced hota hai, agar wo selected teachers se paper asan bana dala to paper mushkil kese hoga , upsc to usi me se utayegi aapne aap thodi na paper banega

    Bhai instructions to dete honge na, kaisa paper set karna hai. 2013 ka CSAT dekha tha, kitna easy tha, jab cut-off 241 pahuch gayi thi. 2014 mein standard raise kiya tha to cut-off 208.
    Depends on UPSC totally.
    Khair apni apni soch. But I still think it all depends on type of paper. Aur tough paper raha to 100+ cut-off very very difficult.

    yahan vision ke tough paper mein log 150 plus aur kuch 180 plus la rahe hai aur tum 100 par bateho, acha hai
  • Well UPSC..will always keep in mind ..ki bhaiya first attempt wale bhi hai..paper seniors k liye prepare nahi krna hai...chahe kuch b ho..chahe kuch b keh lo..koi ki i am getting 180 170 aur even 90... 7th August wale..din Which is the d day...will test us in a different way...

    As environment alag hoga..wahan ka..feel alag hoti hai wahan ki...first attempt wale nervous hote hai..uske baad walon ka pta nahi...how they feel...but lot of factors prevail... bubbling galat ho jana..blank ho jana ..aur whatever..

    So cut off..ka pta nahi.. but jo kr rahe h krte rehte hai..in best way...

    Luck bh tabhi kaam ata hai..when ur preparation meets opportunity...

  • edited July 2016
    100 cross nahi hoga, UPSC maarne wali hai is bar.
    2012 ya 2014 type paper mein 100 cross karna itna easy nahi hai. Aur 2015 ke paper ke baad zyada chance hain 2012 ya 2014 type paper ke.
    Isliye abhi prediction game ka koi sense nahi. Paper ho lene do fir speculate karna.
    bhai it has been 5 years after 2011 so everyone is aware of the type 2014 paper so in that case cutoff will definetely cross 100 marks.
    Bhai retrospect mein paper easy lagta hai. 2012 ke questions le lo. Buddha ki Mudra ya Gandhi ka 'Unto this last', abhi ye sare questions ya inke jaise questions ke answers logon ko pata honge aur easy lagenge. 2012 mein ye easy nahi the, kyunki pehli bar aise questions puche gaye the. Is baar bhi UPSC kuch naye questions layegi jinke answers kissi ko bhi nahi pata honge, chahe kitna bhi culture environment padh/ratt lo.

    Depend karta hai paper pe. Apne par utar aye UPSC wale, toh nani ki bhi nani yad aa jayegi 100 cross karne mein. Likh lo, note kallo.
    upsc nani wani kuch nahi yaad dilayegi wo question upsc nahi set karta wo kuch selected teachers hote hain jo set karte hai paper aur phir usme se question dhoonda jata aur paper balanced hota hai, agar wo selected teachers se paper asan bana dala to paper mushkil kese hoga , upsc to usi me se utayegi aapne aap thodi na paper banega
    Bhai instructions to dete honge na, kaisa paper set karna hai. 2013 ka CSAT dekha tha, kitna easy tha, jab cut-off 241 pahuch gayi thi. 2014 mein standard raise kiya tha to cut-off 208.
    Depends on UPSC totally.
    Khair apni apni soch. But I still think it all depends on type of paper. Aur tough paper raha to 100+ cut-off very very difficult.
    yahan vision ke tough paper mein log 150 plus aur kuch 180 plus la rahe hai aur tum 100 par bateho, acha hai
    ha ha janta hun ek aise ko main. Last year Vision mein 140+ lata tha har test mein, bagal wale tab mein Google ki site open karke karta tha paper attempt. Pre mein hi latak gaya tha. :D Is baar imandari se deta hai to 90 par hi atak jata hai. Test series mein bahut janta aise karti hai, unfortunately they are deluding themselves.

    Khair hatao na, tum to waise bhi 150+ la rahe ho. abhi bata deta hun. Mains ki prep karo na, kahe yahan argue kar rahe ho. Main Pre ka padhta hun, 100-110 aa jayein, bahut hain mere liye itne hi.

    TaTa,.
This discussion has been closed.

Welcome!

We are a secret self-moderated community for Civil Services preparation. Feel free to join, start a discussion, answer a question or just to say Thank you.

Just dont spread the word ;)

Sign in or join with Facebook or Google