INTERVIEW FOR CSE 2019
All ForumIAS members selected for CSE 2019 Personality Test must submit their details and DAF and register below to receive further instructions and guidance from ForumIAS. Click here to register now
INTERVIEW 2020 CHANNEL
ForumIAS Channel for Interview Preparation is now Active! Please join the channel by clicking here
We are hiring!

Hobbies - Sher -O- Shayari

15253555758425

Comments

  • edited July 2017
    To my mahboob - UPSC

    ham apnā ishq chamkā.eñ (study) tum apnā husn chamkāo ( set the most difficult prelims paper in 2018)
    ki hairāñ dekh kar aalam hameñ bhī ho tumheñ bhī ho
  • wo jo nazro k ban kbhi chalya karta tha
    aaj prelims nikal kar etrya karta hain
    arrey sun advantage humesha se mere pass tha
    ek bar nsso ki gender report kyon nahi padtha hain :mrgreen:
  • ज़िन्दगी के उलझे सवालो के जवाब ढूंढता हूँ
    कर सके जो दर्द कम, वोह नशा ढूंढता हूँ
    वक़्त से मजबूर, हालात से लाचार हूँ मैं
    जो देदे जीने का बहाना ऐसी राह ढूंढता हूँ....।
    Ghar se jub nikal hi gaye to ghabrana kaise
    manzil hi pana hain to dard aur lachari ka bahana kaisa B)
    aap apne flatmate ko bhi shayari kabhi sunaya kijiye
    mom ki tarah pighal jayegi :mrgreen: B)
    :sweat_smile: no thnx .my shyaris are meant only for awesome people like u n others here :)
    Ab is dard ka aalam kisse zikr kre
    Log baag to baazar me khushi lene aate hai

    Dard k sath khushi muft rakho
    born vita piyo,khud ko energy se yukt rakho :mrgreen:


  • Shaayar Hain Aap Ya’ni Ke Saste Lateefa-Go
    Rishton Ko Dil Se Roiye, Sab Ko Hansaaiye
  • chaand bhi aaye, taare bhi aaye
    lekin kasam laal kile ki, hamare pyaare na aaye.... :mrgreen:
    Halat badal lo apna,apke pyare v pighal jaynge
    backup choro,upsc dekho khud hi nazare badal jaynge :mrgreen:

  • chaand bhi aaye, taare bhi aaye
    lekin kasam laal kile ki, hamare pyaare na aaye.... :mrgreen:
    Halat badal lo apna,apke pyare v pighal jaynge
    backup choro,upsc dekho khud hi nazare badal jaynge :mrgreen:

    :mrgreen: thanku
    thik he.....abki tum pakka safal hona....

    is duniya me gum bahut he saaki
    kuchh toh humne kaat diye, kuchh aur kaatne he baaki
  • मदिरालय जाने को घर से चलता है पीनेवला,
    'किस पथ से जाऊँ?' असमंजस में है वह भोलाभाला,
    अलग-अलग पथ बतलाते सब पर मैं यह बतलाता हूँ -
    'राह पकड़ तू एक चला चल, पा जाएगा मधुशाला।'।
  • mere muskan p mat jao
    uske piche k dukh ko samjah kar dekho
    meri hasin-thakaw se dil na lagao
    ek bar mujhme utar kar dekho
    maine khusiyo ka halato k gulam nahi banaya
    kyon na ye tum parakh kar dekho :mrgreen:
  • wo tere naseeb ki barishein ksi aur chat pe baras gayein (Horse question and rstv)
    dil-e-bekhabar meri baat sunn usay bhool ja usay bhool ja (prepare for 2018)

    mein to gum tha tere he dheyan mein, teri aas, tere gumaan mein (for my mehboob - UPSC)
    saba keh gai mere kaan mein mere saath aa usay bhool ja (MBA is saba, but I will not listen to her)

    kisi ankh mein nahi ashk-e-gham, tere baad kuch bhi nahi hai kam (family and friends have become indifferent after 4 failed prelims attempts)
    tujhe zindagi ne bhula dia tu bhi muskura usay bhool ja (smile !)

    Maxmo ki chori ki hui nazme haiyeh toh janaab khud ka kuch likha hua laiye.aur naraz mat hoiyega connect acha kia hai.

    جنوری ,
  • edited July 2017
    chaand bhi aaye, taare bhi aaye
    lekin kasam laal kile ki, hamare pyaare na aaye.... :mrgreen:
    Halat badal lo apna,apke pyare v pighal jaynge
    backup choro,upsc dekho khud hi nazare badal jaynge :mrgreen:

    :mrgreen: thanku
    thik he.....abki tum pakka safal hona....

    is duniya me gum bahut he saaki
    kuchh toh humne kaat diye, kuchh aur kaatne he baaki
    :smile: :neutral:
This discussion has been closed.

Welcome!

We are a secret self-moderated community for Civil Services preparation. Feel free to join, start a discussion, answer a question or just to say Thank you.

Just dont spread the word ;)

Sign in or join with Facebook or Google