INTERVIEW FOR CSE 2019
All ForumIAS members selected for CSE 2019 Personality Test must submit their details and DAF and register below to receive further instructions and guidance from ForumIAS. Click here to register now
INTERVIEW 2020 CHANNEL
ForumIAS Channel for Interview Preparation is now Active! Please join the channel by clicking here
We are hiring!

Hobbies - Sher -O- Shayari

15152545657425

Comments

  • Usne socha ki barbaad kar diya
    ki usne panchi pinzare se azaad kar diya

    Ab to khoob udunga neel asmaa m
    Usne mujhe har kalee ka shahzaad kar diya
  • Usne socha ki barbaad kar diya
    ki usne panchi pinzare se azaad kar diya

    Ab to khoob udunga neel asmaa m
    Usne mujhe har kalee ka shahzaad kar diya
    Awesome
  • ज़िन्दगी के उलझे सवालो के जवाब ढूंढता हूँ
    कर सके जो दर्द कम, वोह नशा ढूंढता हूँ
    वक़्त से मजबूर, हालात से लाचार हूँ मैं
    जो देदे जीने का बहाना ऐसी राह ढूंढता हूँ....।
    Ghar se jub nikal hi gaye to ghabrana kaise
    manzil hi pana hain to dard aur lachari ka bahana kaisa B)
  • ज़िन्दगी के उलझे सवालो के जवाब ढूंढता हूँ
    कर सके जो दर्द कम, वोह नशा ढूंढता हूँ
    वक़्त से मजबूर, हालात से लाचार हूँ मैं
    जो देदे जीने का बहाना ऐसी राह ढूंढता हूँ....।
    Ghar se jub nikal hi gaye to ghabrana kaise
    manzil hi pana hain to dard aur lachari ka bahana kaisa B)
    aap apne flatmate ko bhi shayari kabhi sunaya kijiye
    mom ki tarah pighal jayegi :mrgreen: B)
  • Usne socha ki barbaad kar diya
    ki usne panchi pinzare se azaad kar diya

    Ab to khoob udunga neel asmaa m
    Usne mujhe har kalee ka shahzaad kar diya
    :* <3 </blockquote>

    A kiss for a kiss :* <3
  • From the legendary movie of 1975, Kabhi Kabhie

    Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hain
    Ki zindagi teri zulfon ki narm chhaon main guzarne pati
    to shadab ho bhi sakti thi.

    Yeh ranj-o-gham ki siyahi jo dil pe chhayi hain
    Teri nazar ki shuaon main kho bhi sakti thi.

    Magar yeh ho na saka aur ab ye aalam hain
    Ki tu nahin, tera gham teri justjoo bhi nahin.

    Guzar rahi hain kuchh iss tarah zindagi jaise,
    isse kisi ke sahare ki aarzoo bhi nahin.

    Na koi raah, na manzil, na roshni ka suraag
    Bhatak rahin hai andheron main zindagi meri.

    Inhi andheron main reh jaoonga kabhi kho kar
    Main janta hoon meri hum-nafas, magar yoonhi
    Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai.

    - Sahir Ludhiyanvi

    Shadab=pleasant,delightful
    Ranj=distress,grief
    Justjoo=desire
    Hum-nafas=companion,friend
  • Hansa khaye kaakar paathar

    Kookur pehne taaj

    Ae meri raani ae mere raja dhanya tumhara raaj.

    (yeh lok kalyan marg mei ek saheb rehte hai unke lie tha)
    Bhavre kaid mei daale jaye, titli ka ho khoon

    Phool se maange rishwat raaja tera yeh kanoon.
    Saagar saagar saashan tera basti basti raaj

    Teri raiyat tujhse maange apna hissa aaj.

    Mara na bhooka pyaasa koi

    Jala na koi bhoos phir raja tere ghar ke aage kaisa hai joolus ( one rank one pension protest days)

    Suraj hindu chanda muslim taaro ki kya zaat

    Kiski saajish yeh bechare toote aadhi raat.

    Last one on upsc

    Kadam kadam par keel gade ho aangan aangan kaanch
    Apne jokhim pe ae natwar naach sake toh naach
  • i. just created this one..


    Darya - the river


    darya bhi rukh mod leti hain

    waade kayi tod deti hai

    lagta tha bahenge jo baqaida qayamat tak

    chand lamho me doosra maqam tay kar lete hai


    mayar wo hai khuda ki marzi ka aye Sameer,

    ki palon me darya samandar, aur samandar darya ban jaya karte hain

    sehlab aaya karte hai, ghar ujda karte hai

    jab darya raaste badla karte hai

    wo pooche maqsad kya hai zindagi me

    khuda se badi mayoosi me

    khuda ne kaha nahi hai pesha tera is dillagi me

    muhim hai teri mere bando ki bandagi me

    tayy kia hai maine har ek ke liye ek manzar

    tujhe nazar na aaye to fikr mat kar

    kyuki darya bhi rukh mod leti hai

    meri raza oadh ke chattanein bhi koso chala karti hai

    .. hiw is
  • edited July 2017
    wo tere naseeb ki barishein ksi aur chat pe baras gayein (Horse question and rstv)
    dil-e-bekhabar meri baat sunn usay bhool ja usay bhool ja (prepare for 2018)

    mein to gum tha tere he dheyan mein, teri aas, tere gumaan mein (for my mehboob - UPSC)
    saba keh gai mere kaan mein mere saath aa usay bhool ja (MBA is saba, but I will not listen to her)

    kisi ankh mein nahi ashk-e-gham, tere baad kuch bhi nahi hai kam (family and friends have become indifferent after 4 failed prelims attempts)
    tujhe zindagi ne bhula dia tu bhi muskura usay bhool ja (smile !)


    جنوری ,
  • Ab is dard ka aalam kisse zikr kre
    Log baag to baazar me khushi lene aate hai

This discussion has been closed.

Welcome!

We are a secret self-moderated community for Civil Services preparation. Feel free to join, start a discussion, answer a question or just to say Thank you.

Just dont spread the word ;)

Sign in or join with Facebook or Google