INTERVIEW FOR CSE 2019
All ForumIAS members selected for CSE 2019 Personality Test must submit their details and DAF and register below to receive further instructions and guidance from ForumIAS. Click here to register now
INTERVIEW 2020 CHANNEL
ForumIAS Channel for Interview Preparation is now Active! Please join the channel by clicking here
We are hiring!

Let's Guess the Cutoff with some reason!

1674675677679680707

Comments

  • edited June 2018
    मुझे प्रेम की परम आवश्यकता है। पर चाहिए नहीं।

    एकान्तम् परमम् सुखम्।
    अकेलापन और ऐकान्त का अंतर भर समझना जीवन को परिपूर्ण करने मे सक्षम है।
    ऐकान्त वह साधन है जिस से ब्राह्मण(morphogenetic conscious field, ether , consciousness , god )
    का साक्षात्कार हो सकता है।

    अहम् बाह्मास्मी
    ब्राह्मण होता है या ब्रह्मन्? या ब्रह्म?
    Usko hindi typing nahi aati dhang se.. bhavanaon ko samajho
    जेनविन क्वेश्चन था। लोगों ने कब ब्रह्म को ब्रह्मन् बोलना शुरू किया? आम लोग तो ब्रह्म बोलते हैं। क्या इंग्लिश ट्रांसलेशन्स से ये शब्द प्रचलन में आया?

    संस्कृत में ब्रह्मन् शायद तृतीय विभक्ती होगी। किसी सेंटेंस में ब्रह्मन् प्रयोग होता होगा। शब्द तो ब्रह्म है।
  • Cutoff insider sab chu bana rahe hai. Har saal yehi hota hai. Result ke aane ke baad bhi kisiko cutoff kitna hai pata nhi hota. Sirf result date malum pad sakti hai. Vo bhi result ke aane ke ek hafte pahile se har roj koi aake bolega aaj result hai , nhi kal hai. Isme bohoto ke tukke lag jate hai. Aur isme jin ke tukke lag jate hai vo genuine insider keh laate hai
    sahi pakde hain

    sab C banate hain wo bhi 100% surity k saath

    Aree Meri insider info h cut off 85.33 @truthteller
    ye sahi info hai..baki sab bakwaas
  • Result might come anytime between 5-10 July. Various credible insiders quoting various dates in this period.
    Cutoff might be around 91.

    Call letter for training at NPA, Hyderabad arrived today. Also submitted my intent of resignation today.
    Feeling excited and confused at same time. One part goading to carry on with the last attempt while one part asking to hang up the boots and enjoy life.

    But cutoff will be 91 only. :lol:
    Some days back you were willing to bet your entire month salary on the range 94-97. Why this change now?
    Account number do Bhai.. ek month ki le lo.. Road trip p chalenge :trollface:
  • Cutoff insider sab chu bana rahe hai. Har saal yehi hota hai. Result ke aane ke baad bhi kisiko cutoff kitna hai pata nhi hota. Sirf result date malum pad sakti hai. Vo bhi result ke aane ke ek hafte pahile se har roj koi aake bolega aaj result hai , nhi kal hai. Isme bohoto ke tukke lag jate hai. Aur isme jin ke tukke lag jate hai vo genuine insider keh laate hai
    sahi pakde hain

    sab C banate hain wo bhi 100% surity k saath

    Aree Meri insider info h cut off 85.33 @truthteller
    ye sahi info hai..baki sab bakwaas
    @Tropicana Kha ho dhakkan square?
  • Cut off is not yet decided, very higher level information
    Intake will around 11000
    Result 9 or 10

    Don't inbox I won't entertain
    isme info kya hai...wo bhi high level
    C U @ORN
    main to wahi rehta hoon..milo kabhi chai pe
    Daaru pe bulao be tohar purane saathi h
  • I’m going to make a troll your insider thread soon. I’ll link all “informers”. Waise b RAW ka upsc chairman hai. Inki class lega agar bhagwaan ne suna dukhiyaro ka
  • cutoff result prepare k baad bnti h, n result agr prepare hojata h to within 2 days publish hojata h,

    cutof ka insiders ka bolna , bas feelings h like every other aspirants , iska vastvikta se koi lena dena nhi,,,
    cutoff ye reslt k baad b ni bta skte,,, reslt se phle to bhor dur ki baat h,

    han bas corridor ki halchl se reslt ka he pta chl pata h kb ayega bas !
    Bhai mje sb pta h.. questions. Date n cut off
    Don't angry me
  • edited June 2018
    main batata hoon insider info ka game kya hai

    kuch logo ke jaan pehchan wale hain jo waha kaam karte hain

    par unko pata nahi hota cut off

    par jab koi ummeed laga ke unse puchchta hai to wo bhi idhar udhar se sun k keh dete hain ki itna jana chahiye

    ab unke mukh se nikli 2 kaudi ki baat ko ye log info samajh lete hain

    kuchh to trainees logo se puchhte hain jaise ki wo select ho gaye to info aane laga unke paas

    aur kucch yaha mann ki baat karte hain
  • मुझे प्रेम की परम आवश्यकता है। पर चाहिए नहीं।

    एकान्तम् परमम् सुखम्।
    अकेलापन और ऐकान्त का अंतर भर समझना जीवन को परिपूर्ण करने मे सक्षम है।
    ऐकान्त वह साधन है जिस से ब्राह्मण(morphogenetic conscious field, ether , consciousness , god )
    का साक्षात्कार हो सकता है।

    अहम् बाह्मास्मी
    ब्राह्मण होता है या ब्रह्मन्? या ब्रह्म?
    Usko hindi typing nahi aati dhang se.. bhavanaon ko samajho
    जेनविन क्वेश्चन था। लोगों ने कब ब्रह्म को ब्रह्मन् बोलना शुरू किया? आम लोग तो ब्रह्म बोलते हैं। क्या इंग्लिश ट्रांसलेशन्स से ये शब्द प्रचलन में आया?
    Haan.. english me Brahman likhate hain anuswar k uchchaaran ko dhyan me rakh k
  • I’m going to make a troll your insider thread soon. I’ll link all “informers”. Waise b RAW ka upsc chairman hai. Inki class lega agar bhagwaan ne suna dukhiyaro ka
    Relax Bhai.. jitna tum importance doge utna hi maze le lenge wo.. Ignore Karo. Fir koi farzi news nhi dega.
This discussion has been closed.

Welcome!

We are a secret self-moderated community for Civil Services preparation. Feel free to join, start a discussion, answer a question or just to say Thank you.

Just dont spread the word ;)

Sign in or join with Facebook or Google