INTERVIEW FOR CSE 2019
All ForumIAS members selected for CSE 2019 Personality Test must submit their details and DAF and register below to receive further instructions and guidance from ForumIAS. Click here to register now
INTERVIEW 2020 CHANNEL
ForumIAS Channel for Interview Preparation is now Active! Please join the channel by clicking here
We are hiring!

Hobbies - Sher -O- Shayari

1329330332334335425

Comments

  • edited November 2018
    Mujhe jine ki khwhish na Rahi
    Jo na manga wo bhi mil Jane ki Khushi na rahi
    Umar ki raah me raaste badal jate hai,
    Waqt ki andhi me insan badal jate hai,
    Sochte hai tumhe itna yaad na kare lekin
    Aankh band karte hi irade badal jatehai.
  • edited November 2018
    जाने वाले से मुलाकात ना होने पाई
    दिल की दिल में ही रही बात ना होने पाई
  • kabhi misl e mauj e hawa e gul
    kabhi bann ke dood e fughan e dil

    tere shauk e deed mein baarha
    tere aastaan se guzar gaya
  • मिलना है तुम से खोने से पहले,
    कहना है तुम से रूठने से पहले,
    रूठना है तुम से जाने से पहले,
    और जीना है तुम्हारे साथ मरने से पहले.
  • Main mohabbat se muh mod leta agar
    Toot phatati yea bijlli kisi aur par

    Mere dil ki tabahi se ye to huwa
    Kam se kam dosro ka bhala ho gaya
  • Sar kaat k phir sar pe mere waar karega
    Ye kaam koi aur nahi yaar karega

    Mai raat k lashkar se akela hi ladunga
    Saaya bhi madad karne se inkar karega
    waaah bhai...kamal kar diya
  • Kashmir si hogi hain zindagi khoobsurat to hain pur bawal bohot hain

    Bihar sa ho gaya hain ishq khushmizaz to hain pur badhaal bohot hai
    :trollface:
  • जाने वाले से मुलाकात ना होने पाई
    दिल की दिल में ही रही बात ना होने पाई
    :mrgreen:
  • Sar kaat k phir sar pe mere waar karega
    Ye kaam koi aur nahi yaar karega

    Mai raat k lashkar se akela hi ladunga
    Saaya bhi madad karne se inkar karega
    Waah naya shayar aaya hai sahar me @superkingg
  • जिसकी रचना चाँद-तारे ये ज़मीं सोचो जरा,

    उसका मंदिर तुम बनाओगे अमॉं सोचो जरा

    -उदयप्रताप सिंह
    @superkingg @dcc :mrgreen:
This discussion has been closed.

Welcome!

We are a secret self-moderated community for Civil Services preparation. Feel free to join, start a discussion, answer a question or just to say Thank you.

Just dont spread the word ;)

Sign in or join with Facebook or Google