INTERVIEW FOR CSE 2019
All ForumIAS members selected for CSE 2019 Personality Test must submit their details and DAF and register below to receive further instructions and guidance from ForumIAS. Click here to register now
INTERVIEW 2020 CHANNEL
ForumIAS Channel for Interview Preparation is now Active! Please join the channel by clicking here
We are hiring!

Hobbies - Sher -O- Shayari

1280281283285286425

Comments

  • Oh @डायन meri
    Kahan hai tu
    usko bhi pcs banna hai ..padhne do ..
    Ok. Padh lo meri pyari @डायन . Exam k baad milte hain.
  • Good Night @Aapke Pitaji
    Shubh ratri.
  • Good Night @Aapke Pitaji
    Shubh ratri.
    जय बजरंगबली
  • Meri adayein teer hain.. mere yaar nishana tum!! B)

    @Jheel
  • Meri adayein teer hain.. mere yaar nishana tum!! B)

    @Jheel
    Haha ..tumpr @Aapke Pitaji ka bura asar Lagta hai
    Chalo koi na...
    Kamaal ki ada dikhayi Tumne...
    Waar bhi Dil pr kiya aur raaj bhi Dil pr kiya.. :)
  • Oh @डायन meri
    Kahan hai tu
    usko bhi pcs banna hai ..padhne do ..
    Ok. Padh lo meri pyari @डायन . Exam k baad milte hain.
    Oh dayan bhi exam likhti Hain..
    Maan na padhega democracy is deeper...till patal... :D
  • अपनी कीमत उतनी रखिए, जो अदा हो सके,
    अगर अनमोल हो गए तो तन्हा हो जाओगे..
  • edited October 2018
    अपनी कीमत उतनी रखिए, जो अदा हो सके,
    अगर अनमोल हो गए तो तन्हा हो जाओगे..
    vishesh aur saamanya ka gyan hona chahiye. jahaan visheshta dikhaani hai wahaan visheshata, jahaan saamaanyata ki jaroorat hai, wahaan wahee. Yahi hai uchit prabandhan, good management. Puri ke shankaracharya ka pravachan hai is par - he explained it very well. He's a briliant orator. I think IIM-A mein diya tha. Youtube par hai. Sunanaa kabhi. Hindi mein hai.

    Ji.thanks
This discussion has been closed.

Welcome!

We are a secret self-moderated community for Civil Services preparation. Feel free to join, start a discussion, answer a question or just to say Thank you.

Just dont spread the word ;)

Sign in or join with Facebook or Google