INTERVIEW FOR CSE 2019
All ForumIAS members selected for CSE 2019 Personality Test must submit their details and DAF and register below to receive further instructions and guidance from ForumIAS. Click here to register now
INTERVIEW 2020 CHANNEL
ForumIAS Channel for Interview Preparation is now Active! Please join the channel by clicking here
We are hiring!

UPPSC : 2019

16768707273114

Comments

  • Cut Off ka bhav...
    125.. Kam ya Jyada!!!
    Dil ki baat kahoon to 125 cutoff maan'ne ke do bahut odd reasons hain...
    1. 2018 me 126 chali gayi thi jabki ummid 120 tak ki hi thi... Vo kehte hain ki doodh ka jala lassi ko foonk foonk ke pita hai... Isliye 125...
    2. Facebook pe log kam cutoff maan'ne ko raazi nahi hain... Sab badh-chadh ke 95, 100 questions bole jaa rahe hain... Isliye 125...

    Jabki mera personal conviction hai ki cutoff 115-120 ke beech hi rahegi...

    Iska ye logic hai... UPSC 2016 ka pre recent history ka sabse asaan prelims mana jata hai... Pura paper pt365 se aa gaya thaa... But uss saal bhi UPSC me pre ki cutoff 116 hi gayi thi... UPSC me seats uss saal 1079 thee...
    Ab uppcs 2019 and upsc 2016 ka comparison karein to up me seats upsc 16 ke ek tihayi se kuchh kam hain... Paper wahi UPSC level ka tha lekin sirf UP state and aspas ke aspirants me competition hai... UP ke traditional dhurandhar aspirants, jo ghatnachakra aur drishti ratt ke gaye the, vo jyada kaam nahi aayi...
    Isliye cutoff 115-120 rahegi ye mera maan'na hai... Baaki waqt batayega ya UPPSC batayega...
    Bhai aapne cheating wala factor consider nahi kiya...iss baar mere centre par bacche kaafi cheating kar rahe the...ek hi lady constable aayi thi...pichli baar kam se kam 3-4 policewale the..koi checking nahi hui iss baar
    Yadi cheating hui hai to aur bhi achcha... Sabne apne galat galat answers dusre ko bata diye honge... Sab -0.443 le ke jayenge... Tough papers ka rule number one hai ki puchhna mat... Kyunki majority ko sahi answers nahi ate honge...

    Trivia: Kal meri chhoti behen ne Deepa Malik wala puchha... aur ek anya kanya ne usse discus throw tick karwa diya... :lol:

    Ummid karta hoon ki aapne nahi ki hogi cheating...
    Cut Off ka bhav...

    :D
  • 125 zyada ho gaya. Bhaav girao
    Ha ha Azadpur sabzi mandi.usme pe mirchi khane wali "Miss" G,G for gobhi!!:)
  • Bhaiyon Ek doubt tha!!

    Abhi maine UPPCS pre likha..usme ek ques galat bubble dark kar dia tha..phir maine usko scratch krke dusra bubble dark kia!!

    Kya ye ques evaluate hoga!!Kaun sa sahi mana jaiga
  • edited December 2019
    Cut Off ka bhav...
    125.. Kam ya Jyada!!!
    Dil ki baat kahoon to 125 cutoff maan'ne ke do bahut odd reasons hain...
    1. 2018 me 126 chali gayi thi jabki ummid 120 tak ki hi thi... Vo kehte hain ki doodh ka jala lassi ko foonk foonk ke pita hai... Isliye 125...
    2. Facebook pe log kam cutoff maan'ne ko raazi nahi hain... Sab badh-chadh ke 95, 100 questions bole jaa rahe hain... Isliye 125...

    Jabki mera personal conviction hai ki cutoff 115-120 ke beech hi rahegi...

    Iska ye logic hai... UPSC 2016 ka pre recent history ka sabse asaan prelims mana jata hai... Pura paper pt365 se aa gaya thaa... But uss saal bhi UPSC me pre ki cutoff 116 hi gayi thi... UPSC me seats uss saal 1079 thee...
    Ab uppcs 2019 and upsc 2016 ka comparison karein to up me seats upsc 16 ke ek tihayi se kuchh kam hain... Paper wahi UPSC level ka tha lekin sirf UP state and aspas ke aspirants me competition hai... UP ke traditional dhurandhar aspirants, jo ghatnachakra aur drishti ratt ke gaye the, vo jyada kaam nahi aayi...
    Isliye cutoff 115-120 rahegi ye mera maan'na hai... Baaki waqt batayega ya UPPSC batayega...
    Bhai aapne cheating wala factor consider nahi kiya...iss baar mere centre par bacche kaafi cheating kar rahe the...ek hi lady constable aayi thi...pichli baar kam se kam 3-4 policewale the..koi checking nahi hui iss baar
    Yadi cheating hui hai to aur bhi achcha... Sabne apne galat galat answers dusre ko bata diye honge... Sab -0.443 le ke jayenge... Tough papers ka rule number one hai ki puchhna mat... Kyunki majority ko sahi answers nahi ate honge...

    Trivia: Kal meri chhoti behen ne Deepa Malik wala puchha... aur ek anya kanya ne usse discus throw tick karwa diya... :lol:

    Ummid karta hoon ki aapne nahi ki hogi cheating...
    Bhai hum na kisi se puchte na kisi ko batata...jo hoga merit pe hoga...aise selection leke kya fayda...duniya ki nazron mein uth jao lekin apni hi nazaron mein gir jao...baaki discus throw wala mera bhi galat ho gya...
  • 93 net questions or 124 marks (gut feel).
    Girls ka ?
  • Maine Google se search karke milaye aur drishti se bhi.. almost same
    Abhi tak ke hisab se 108-109 right
    40-39 incorrect.. doubt i considered as incorrect.
    So net somewhere 94-96.. 94 is ekdum sure.
    Kya chance hai mains ke please @lightningMcQueen , @aditya41080, @uda_dunga , @sirfpsc... And all experience please
    Mere hishab se poore hain..
    Curzon wala wrong है....only 1 hoga answer...assam ko 1874 main hi alag province bana diya gaya tha
    assam alag tha lekin 1905 me usme east bengal jod diya gaya .bengal partition ke do reasons the .dusra reason yah tha ki assam ke tea merchants chitgong port ko use karna chahte the. thats why they wanted that port to be a part of assam.
    Bhai wahan called word ko keyword pakdo
    Province ka naam pooch raha
    Naam sirf east Pakistan tha so this is incorrect statement

    1905 mein Pakistan kaise bangaya? Naam East Bengal and Assam hi tha
  • edited December 2019
    Smog wale me essential kya hai..ozone and Nitrogen oxide hona chahiye?? What is correct answer??
  • 2017 pre --134 marks
    2018 pre --143 marks..

    Iss baar lag gyi hai bhai acche se...120s mai hai
    to ye kum marks thode hain..
This discussion has been closed.

Welcome!

We are a secret self-moderated community for Civil Services preparation. Feel free to join, start a discussion, answer a question or just to say Thank you.

Just dont spread the word ;)

Sign in or join with Facebook or Google