INTERVIEW FOR CSE 2019
All ForumIAS members selected for CSE 2019 Personality Test must submit their details and DAF and register below to receive further instructions and guidance from ForumIAS. Click here to register now
INTERVIEW 2020 CHANNEL
ForumIAS Channel for Interview Preparation is now Active! Please join the channel by clicking here
We are hiring!

UPPSC : 2019

12122242627114

Comments

  • edited November 2019
    General ke lagbhag 99 percent candidates ews se form fill ker rahe hai
    Hame to lagta hai ki is bar general ki cut off SC se bhi kam jayegi
    Kyonki reservation ka benifit last stage per milta hai( फेसबुक )

    क्या ये बात सही है?? यदि हाँ, तो pre में आरक्षित वर्ग कि कटऑफ कम क्यों रहती है??
    General ki.cutoff reserved ki cutoff se neeche is world me to ni jaa sakti.. reservation ka benefit agar pre me ni milta to.cutoff kaise kam jaati..
    gayi hai uttrakhand mein. general ki sirf 30 thi or SC ki shayad 70 ya kuch theek se yaad nahi. par general ki 30 hi thi. category wale merit ka kaafi rona ro rahe the
    Wo ews thi general ur ka ni jaata bhai kam .ews bhi ab reservation me aata .. waise chali jaye to hum ganga naha lenge..
  • General ke lagbhag 99 percent candidates ews se form fill ker rahe hai

    iss baar EWS hai general walo k liye aur women case mein dusre state ki girls ko quota milega. intake kam hai or mains k paper dekhne k baad lagta standard sahi aayega paper ka. kul mila kar dilchasp hone wala hai prelims iss baar.
  • General ke lagbhag 99 percent candidates ews se form fill ker rahe hai
    Hame to lagta hai ki is bar general ki cut off SC se bhi kam jayegi
    Kyonki reservation ka benifit last stage per milta hai( फेसबुक )

    क्या ये बात सही है?? यदि हाँ, तो pre में आरक्षित वर्ग कि कटऑफ कम क्यों रहती है??
    Ye commission p depend krta h ki pre/mains m b dena h reservation benefit ya nhi..
    Pr mostly har stage p diya jaata h..especially after 2015..but still disretion commission ki hi hoti h..
    Matlab 100% seats general ? .isme likha hai not ANY reservation...galat interpretation kar rha hu ka mei ?
    Nhi bhai..iska mtlb ye h ki agar obc ki 27 per cent reserve h to bs 27 percent seat m sb obc..aise hi sc/st m..ar baaki m bs generals.
    Pr is scheme ki wjh se reserved cadidates jo mains/interview k liye select hote h unka fayda ho jaata h kyunki competition kam m rhta h..unlike normal circumstances
  • 2018 mains ke paper ke basis pe jo log bol rahe hai ki prelims ka standard raise hoga.....
    Unhone aisa kya Notice kiya 18 mains ke paper me...
    GS 1 direct paper tha.....Direct questions aaye..
    GS 4 me case studies bas 2/3 poochi..Baki poora paper direct tha..Except 2,3 questions..han Kant wala question thoda specific pooch liya...
    GS 2,3 man sakte hai thoda...par usme bhi Science ne NDC,TIFAC and Technology vision 2035 factual and Straight questions hi the.wo bat alag hai ki unko koi padhta nahi hai......

    But unke basis pe 19 prelims ka kuch conclude mere hisab se toh nahi kiya ja sakta..
    150 questions aane hai 2 hours me..100 questions aane hote tab bhi koi logic banta..
    Ab paper same factual,repeated hi aana chahiye...bas 2018 jaisa na de...2017 ka paper theek tha..thoda standard paper tha..
  • Dosto form fillup me graduation section me yes karne ke baad marks aur percentage wala block nahi khul raha hai N/A hi likha aa raha hai. Is it normal? Ya wo blocks bhi khulte hai

    Nahi fill ho rahe..only YES..

    +1
  • General ke lagbhag 99 percent candidates ews se form fill ker rahe hai
    Hame to lagta hai ki is bar general ki cut off SC se bhi kam jayegi
    Kyonki reservation ka benifit last stage per milta hai( फेसबुक )

    क्या ये बात सही है?? यदि हाँ, तो pre में आरक्षित वर्ग कि कटऑफ कम क्यों रहती है??
    General ki.cutoff reserved ki cutoff se neeche is world me to ni jaa sakti.. reservation ka benefit agar pre me ni milta to.cutoff kaise kam jaati..
    Bhai maine suna h ki Rajasthan me sc category ki cutt off meena logo k karan kai exams me gen se upar rhati h.
    But maine ise cross check nhi kiya kabhi. May be its true.

    Meena sc ni st me aate h.obc dekha h jada jate sc st ni bt upsc/uppcs/iit/aieee me kabhi ni gayi.
  • Dosto form fillup me graduation section me yes karne ke baad marks aur percentage wala block nahi khul raha hai N/A hi likha aa raha hai. Is it normal? Ya wo blocks bhi khulte hai
    Nahi fill ho rahe..only YES..
    Thank you
This discussion has been closed.

Welcome!

We are a secret self-moderated community for Civil Services preparation. Feel free to join, start a discussion, answer a question or just to say Thank you.

Just dont spread the word ;)

Sign in or join with Facebook or Google