INTERVIEW FOR CSE 2019
All ForumIAS members selected for CSE 2019 Personality Test must submit their details and DAF and register below to receive further instructions and guidance from ForumIAS. Click here to register now
INTERVIEW 2020 CHANNEL
ForumIAS Channel for Interview Preparation is now Active! Please join the channel by clicking here
We are hiring!

Hobbies - Sher -O- Shayari

12728303233425

Comments

  • रगों मे घुमते फिरने के हम नहीं है कायल
    जो आँख से ही ना टपके, वो लहू क्या चीज़ है
    हर एक बात पर कहते हो की तू क्या है..
    bahut kuch khoya hai, bahut kuch paana hai
    ghode ka 1 only karwa do, mains likhna hai
  • कोई मंज़िल के क़रीब आ के भटक जाता है
    कोई मंज़िल पे पहुँचता है भटक जाने से
    Manzil dhoond hi leti hain sacche rahgiro ko
    darte kyon ho langh kar dekho apni kheeche lakiro ko :trollface:
  • ho na māyūs ḳkhudā se 'bismil'
    ye bure din bhī guzar jā.eñge
    Raheesh ban kar kab tak jiya ga aye bismil
    Ban ja kabil phir hur khusi ho hashil B) :#
  • chalo ek baar fir se milte h ajnabi bankar
    main tumhara haal puchungi, tum mera naam puchna
    <3 </blockquote>

    :heartbreak: <3
  • ho na māyūs ḳkhudā se 'bismil'
    ye bure din bhī guzar jā.eñge
    Raheesh ban kar kab tak jiya ga aye bismil
    Ban ja kabil phir hur khusi ho hashil B) :#
    inhī ġham kī ghaTāoñ se ḳkhushī kā chāñd niklegā
    añdherī raat ke parde meñ din kī raushnī bhī hai
    Raat andheri ho to ek diya jalaynge hum ghar me B)
    Diya v na ho to apke noor se roshan karenge dagar me :grimace:
  • रगों मे घुमते फिरने के हम नहीं है कायल
    जो आँख से ही ना टपके, वो लहू क्या चीज़ है
    हर एक बात पर कहते हो की तू क्या है..
    bahut kuch khoya hai, bahut kuch paana hai
    ghode ka 1 only karwa do, mains likhna hai
    Mains to tu likh hi lega isme kya ghabrana hain
    bus cabinet ka c hi rahe,mujhe v ticket confirm karana hain B) :)
  • chalo ek baar fir se milte h ajnabi bankar
    main tumhara haal puchungi, tum mera naam puchna
    <3 </blockquote>

    Chalo ek baar fir se Ajnabi Ban jaaye Hum dono

    Na mai tumse koi Ummeed rakkhu Dil nawaazi ki
    Na tum meri taraf dekho galat Andaaz nazro se
    Na mere dil ki dhadhkan ladkhadaye meri baato se
    Na Zahir ho tumhari Kashmakash ka Raaz nazro se
  • रगों मे घुमते फिरने के हम नहीं है कायल
    जो आँख से ही ना टपके, वो लहू क्या चीज़ है
    हर एक बात पर कहते हो की तू क्या है..
    bahut kuch khoya hai, bahut kuch paana hai
    ghode ka 1 only karwa do, mains likhna hai
    Mains to tu likh hi lega isme kya ghabrana hain
    bus cabinet ka c hi rahe,mujhe v ticket confirm karana hain B) :)
    Wah wah :sunglasses:
  • edited July 2017
    Ta'arruf rog ho jaaye, to usko bhoolna behtar
    Ta'alluk bojh ban jaaye, to usko todna acha
    Wo Afsana jise anjam tak lana na ho mumkin
    Use ek Khoosurat Mod de kar chhorhna acha


    Ta'arruf = Jaan Pahchan, Acquaintance
    Rog = Beemari, Bitter
    Ta'alluk = Rishta, Reltionship
    Afsana = Kahani, Story
    Anjam = parwan, Culmination
  • रगों मे घुमते फिरने के हम नहीं है कायल
    जो आँख से ही ना टपके, वो लहू क्या चीज़ है
    हर एक बात पर कहते हो की तू क्या है..
    bahut kuch khoya hai, bahut kuch paana hai
    ghode ka 1 only karwa do, mains likhna hai
    Mains to tu likh hi lega isme kya ghabrana hain
    bus cabinet ka c hi rahe,mujhe v ticket confirm karana hain B) :)
    cabinet ke wrong hone se, na gire apni sarkar
    cutoff rahe 105 aur ho jaaye apne sapne sakaar
This discussion has been closed.

Welcome!

We are a secret self-moderated community for Civil Services preparation. Feel free to join, start a discussion, answer a question or just to say Thank you.

Just dont spread the word ;)

Sign in or join with Facebook or Google