INTERVIEW FOR CSE 2019
All ForumIAS members selected for CSE 2019 Personality Test must submit their details and DAF and register below to receive further instructions and guidance from ForumIAS. Click here to register now
INTERVIEW 2020 CHANNEL
ForumIAS Channel for Interview Preparation is now Active! Please join the channel by clicking here
We are hiring!

Hobbies - Sher -O- Shayari

1100101103105106425

Comments

  • Yeh zindagi ki dhoop..
    Uski zulfon ki chaanv..
  • दिल में जो दर्द है उसकी आवाज नहीं आती
    लबों पे तुमसे मिलने की फ़रियाद नहीं आती,
    जबसे सिखा दिया तुमने जिंदगी जीने का अंदाज हमें
    आँख भर तो जाती है मगर बह नहीं पाती।
  • Yeh zindagi ki dhoop..
    Uski zulfon ki chaanv..
    kya baat hai!! aap jawab de dete ho har nazm ka bhai.
  • edited November 2017
    Yeh zindagi ki dhoop..
    Uski zulfon ki chaanv..
    kya baat hai!! aap jawab de dete ho har nazm ka bhai.

    Sher-o-nazm...
    Hamare khyaal-o-khwaab hote hain...
    khud hii sawaal-o-jawaab hote hain...

    :smiley:
  • Sawalo ki baarish , par khamosh the lab
    Pata hi naa chala, tum mujhse juda hui kab
  • Sawalo ki baarish , par khamosh the lab
    Pata hi naa chala, tum mujhse juda hui kab
    Barish ke saath th'e Ole, Bimar hone ka the risk
    Tum sher likh rhe hum chupke se liye the khisak :wink:
  • Aadami Ko Chaahiye Waqt Se Dar Kar Rahe
    Kaun Jaane Kis Ghadi Waqt Kaa Badale Mizaaj
    Waqt Se Din Aur Raat Waqt Se Kal Aur Aaj..

    - Sahir Ludhianvi.
  • Sir jhukaya tha ek baar, jis dar pe humne
    Baithe hai intejaar me uski saanso ko pahne
    Honth kapkapate hai. Aur saans khichi jaati hai
    Haaye ye mufalisi bhi sirf aashiqo ko aati hai
  • दिल में जो दर्द है उसकी आवाज नहीं आती
    लबों पे तुमसे मिलने की फ़रियाद नहीं आती,
    जबसे सिखा दिया तुमने जिंदगी जीने का अंदाज हमें
    आँख भर तो जाती है मगर बह नहीं पाती।
    Vafadar hai ye aansu tumhare, bina ijajat nahi bahenge
    Ho gaye hai ek baar tumhare, ab kisi aur k naa rahenge
  • Na humsafar na kisi humnasheen se niklega
    Hamare paanv ka kaanta hai bas humin se niklega

    -Rahat Indori
This discussion has been closed.

Welcome!

We are a secret self-moderated community for Civil Services preparation. Feel free to join, start a discussion, answer a question or just to say Thank you.

Just dont spread the word ;)

Sign in or join with Facebook or Google