INTERVIEW FOR CSE 2019
All ForumIAS members selected for CSE 2019 Personality Test must submit their details and DAF and register below to receive further instructions and guidance from ForumIAS. Click here to register now
INTERVIEW 2020 CHANNEL
ForumIAS Channel for Interview Preparation is now Active! Please join the channel by clicking here
We are hiring!

Night birds - CSE 2017 & 2018

1200201203205206999

Comments

  • once u get the feeling u hv nothing to lose
    u wl only rise above...may b nt now bt sooner :)

    goodnight fellas :)

  • edited May 2017

    Hmm. Progress ho raha na. Theek hai. Speed badha kaise bhi kar ke. Aur mujhe bhi bata kaise baḍhega speed. :D :D
    17 tak sab current kaa revision kar dena hai matlab 5 booklets kaa .... baaki usske baad apne conventional subject rattunga :D :D :D hahahahahahahahahahaha
    :o :o

    #aise hi post karte reh bhai. Bada morale boost hota hai mera. :D :D main bhi karuṅga fatafat. :D
    haan ve genuine hai ..kar dunga ..lekin tune ye achhambhe waala muuh kyon banaaya ...kai din se kar rha tha binaa josh ke .... :D :D :D jo bhi padho pehle usska ek revision jaroori hai .. to abhi vahi kar rha ..abhi binaa mann ke padha yaa jaise bhi padha ..lekin likh diya tha vahi ki issme ye ye hai chhotha chhotha ... ..MC ... ab usse aage aayega to bhagwaan maalik hai .. :D :D :D

    PS-- tu bhai padh achhe se .... kahi kami naa rah jaaye sabko apni apni kami pata hoti hai ..aur bhai time waste naa kar bilkul bhi :) neend aa rhi dopahar mai to kya kar ..ki question dekh aur sirf answer padh le ..jo tujhe weak lag rha subject yaa fir so jaa ....matlab uss samay mai jo naa padhne kaa mann kar rha usski to reading de de ..kuch to ghuss hi jayega ....... kuch bhi .... ye dopahar ke samay ko utilise karne kaa bata rha ... baaki tere pass bhi options honge .... mera optional geography hai fir bhi agriculture se question galat ho jaate hai mere ..same case tere saath bhi hoga ...hahahahaha .... pata nhi vo kit baatne waala kaha se aaya tha free mai baatne waala ..aisa karke ek option tha ..mai usse sahi tick maarke aaya tha tukke mai ...vo galat hua bhut gussa aaya ..agriculture min 4-5 books se padh rakhi ..ab katwaane ke liye aa rha to kya karun mai ...kya karun ..... hahahahahahahaha

    aur soyegga yaa nahi usse farq nhi padta ...ye diurnal hai ki shaam ko 6 bje ke baad thake hue bhi ho to dimaag khula hota hai lekin body saath ni deti to dimaag ko use karu ..kaayde se ..body jaaye bhaad mai ...... :D :D :D lekin abhi time bilkul barbaad naa kar ..jab jyaada hi bakchodi kaa mann ho tabhi kar ... varnaa usse apne mann mai rakh ....
    :D :D :D
  • edited May 2017
    once u get the feeling u hv nothing to lose
    u wl only rise above...may b nt now bt sooner :)

    goodnight fellas :)

    Pardox ,the life is. To gain, first you have to loose. Paradoxes make life interesting- a grand design or utter randomness.
  • "We all come out of gogol's overcoat.One day you will understand."
  • once u get the feeling u hv nothing to lose
    u wl only rise above...may b nt now bt sooner :)

    goodnight fellas :)

    Pardox ,the life is. To gain, first you have to loose. Paradoxes makes life interesting- a grand design or utter randomness.
    Zara elaborate karna bhai.

    Bina lose kare bhi log gain kar lete hain. Ambani ke beṭoṅ ko hi dekh lo. Dhirubhai ne gain karwa diya. :D

    #ab don't say that paisa hi sab kuchh nahiṅ hota. Ambani's sons must have lost something to get that grand empire. And so on. :D :D

    #truth is.. nothing is absolute. Even absolute isn't absolute. :D :D and hence your statement is written as absolute but it really isnt. :D :D btw more than paradoxes, its uncertainty that makes life interesting. :neutral: :neutral:

    #What did i just say !! :o :o Koi elaborate kar ke samjha de mere ko... :D :D
  • once u get the feeling u hv nothing to lose
    u wl only rise above...may b nt now bt sooner :)

    goodnight fellas :)

    Pardox ,the life is. To gain, first you have to loose. Paradoxes make life interesting- a grand design or utter randomness.
    yeah even to realize u hv lost it all.....u mst hv gained smthng smwhr b4 ;)

    life- he designed it that way ;)

  • Can anyone here share current affair notes from 1st to 14th May please??

    You cudn't even wait for 5 minutes :wink:

  • Hmm. Progress ho raha na. Theek hai. Speed badha kaise bhi kar ke. Aur mujhe bhi bata kaise baḍhega speed. :D :D
    17 tak sab current kaa revision kar dena hai matlab 5 booklets kaa .... baaki usske baad apne conventional subject rattunga :D :D :D hahahahahahahahahahaha
    :o :o

    #aise hi post karte reh bhai. Bada morale boost hota hai mera. :D :D main bhi karuṅga fatafat. :D
    haan ve genuine hai ..kar dunga ..lekin tune ye achhambhe waala muuh kyon banaaya ...kai din se kar rha tha binaa josh ke .... :D :D :D jo bhi padho pehle usska ek revision jaroori hai .. to abhi vahi kar rha ..abhi binaa mann ke padha yaa jaise bhi padha ..lekin likh diya tha vahi ki issme ye ye hai chhotha chhotha ... ..MC ... ab usse aage aayega to bhagwaan maalik hai .. :D :D :D

    PS-- tu bhai padh achhe se .... kahi kami naa rah jaaye sabko apni apni kami pata hoti hai ..aur bhai time waste naa kar bilkul bhi :) neend aa rhi dopahar mai to kya kar ..ki question dekh aur sirf answer padh le ..jo tujhe weak lag rha subject yaa fir so jaa ....matlab uss samay mai jo naa padhne kaa mann kar rha usski to reading de de ..kuch to ghuss hi jayega ....... kuch bhi .... ye dopahar ke samay ko utilise karne kaa bata rha ... baaki tere pass bhi options honge .... mera optional geography hai fir bhi agriculture se question galat ho jaate hai mere ..same case tere saath bhi hoga ...hahahahaha .... pata nhi vo kit baatne waala kaha se aaya tha free mai baatne waala ..aisa karke ek option tha ..mai usse sahi tick maarke aaya tha tukke mai ...vo galat hua bhut gussa aaya ..agriculture min 4-5 books se padh rakhi ..ab katwaane ke liye aa rha to kya karun mai ...kya karun ..... hahahahahahahaha

    aur soyegga yaa nahi usse farq nhi padta ...ye diurnal hai ki shaam ko 6 bje ke baad thake hue bhi ho to dimaag khula hota hai lekin body saath ni deti to dimaag ko use karu ..kaayde se ..body jaaye bhaad mai ...... :D :D :D lekin abhi time bilkul barbaad naa kar ..jab jyaada hi bakchodi kaa mann ho tabhi kar ... varnaa usse apne mann mai rakh ....
    :D :D :D
    Hmm. Sahi bol raha bhai. :) :) kal se karta hun har time ko utilise. Ab fatt rahi hai. Ke time kam hai and revision toh door ki baat hai abhi ek round ḍhang se cover nahiṅ hua. :neutral:

    But karta hun bhai kal se pakka. :) Bahot morale boost karta hai tuh. Seriously. :)
This discussion has been closed.

Welcome!

We are a secret self-moderated community for Civil Services preparation. Feel free to join, start a discussion, answer a question or just to say Thank you.

Just dont spread the word ;)

Sign in or join with Facebook or Google