INTERVIEW FOR CSE 2019
All ForumIAS members selected for CSE 2019 Personality Test must submit their details and DAF and register below to receive further instructions and guidance from ForumIAS. Click here to register now
INTERVIEW 2020 CHANNEL
ForumIAS Channel for Interview Preparation is now Active! Please join the channel by clicking here
We are hiring!

UPPCS - 2018 (Exclusively for 2018)

1184918501852185418552986

Comments

  • खुदा ही.जाने भाउ कैसा प्रश्न आएगा, जैसा भी आए देखा जाएगा
  • Kindly suggest a good book for Hindi Mains preparation
  • Upsc pattern k anubhavi log Zara batayen ki samay ke bheetar paper pura kaise kiya jayega?Kya pointwise likhna sahi nahi hai?
    Koi bhai exp share karo..strategy samjhao...

  • Ro 17 late hoga kya ye bol rahe hai? Ro 16 pehle aayega

    Koi strategy nahi hai... Mundi neeche karke likhte jao aur mann ki baat likh kar kaise bhi paper poora complete karo.

  • Ro 17 late hoga kya ye bol rahe hai? Ro 16 pehle aayega
    Hence proved ki uppcs mein kitna bhi bada corruption kyu na ho.. bharti cancel nahi hogi... Aur aapke diye hue paise nahi doobenge.

  • Ro 17 late hoga kya ye bol rahe hai? Ro 16 pehle aayega
    Ro 17 bhool jao ...ab ek saal ke liye kam se kam... 20 Retired ROs ko ek saal ka abhi extension mila hai ... Aur ab RO 2016 bhi clear hoga pehle.

  • Ro 17 late hoga kya ye bol rahe hai? Ro 16 pehle aayega
    Lower 15 me hua to.uska result 2018 me aaya
    Pcs 2016 me hua uska 2019 me aaya
    Pcs 17 uska result 2020 me aayega

    Aur jab ro.ka mains hi 2018 me hua hai plus retired ro ko 1 saal ka extension mil gaya hai to ye agle election ke pehle ko dikhane wala result hai..

    Upsssc se notification aa jata exam date ni aata ..kisi exam ka revised answer key aur rerevised ansawer key aur rererevised answer key aakar 6 months se timepass kiya jata..

    Dekho bandhu ek baat clear hai ye government job ka matlab inki bapauti samjhti hai .job dena inhe apni kidneys dene se jara tough lagta hai..

    Exam hoga ya to court jayega waha ni le gaye bavche to ye khud cbcid ko de denge waha bhi nahi denge to cbi ko de denge ..aur kahi nahi gaya to.result hi nahi denge ..baat clear hai hum ek hope me jee rahe bt situation day by day worse hoti jaa rahi...

    Vishesh tippadi: to all bhaktas you can enjoy your latrine,awas and ofcourse radar .. bhaktas logic india me job 100 percent dena possible nahi hai..
  • edited May 2019
    ..

    +1.."strong aur decisive leadership" ka side effect hai ye sab!!!
Sign In or Join to comment.

Welcome!

We are a secret self-moderated community for Civil Services preparation. Feel free to join, start a discussion, answer a question or just to say Thank you.

Just dont spread the word ;)

Sign in or join with Facebook or Google